People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Bade Se Shaher Mein
Singer: Karthik
Lyricist: Neelesh Misra
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/bade-se-shehar-mein/GxxfUzZ6RGY
Video:
Ankhon se bacha kar
Lo rakho chupa kar
Pyaar ko kabhi kisi ki nazar na lage

Chand ko chura kar
Mathe pe saja kar
Haule chalna raat ko khabar na lage

Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Aaj kal ek nanhe mehmaaan se
Baatein karu khwaaabon mein
Dono kahaniyan banate
Jhoothi sacchi hai baatatein
Mene kal usse kaha
Yaar aab aa bhi jao ghar kabhi
Bheegne se kabhi na tum darna
Khushiyon ki hai barsatein

Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi

Tin….

Jo bhi chaha mil gaya

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Hoooo
Ankhon se bacha kar
Lo rakho chupa kar
Pyaar ko kabhi kisi ki nazar na lage

Chand ko chura kar
Mathe pe saja kar
Haule chalna raat ko khabar na lage

Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya

Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya..
Aasma Odh Ker
Lyricist: Neelesh Misra
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/aasma-odh-kar/QF0nSQQHBwc
Video:
Aasma odhkar aaye
Hum apane ghar
Badalon mein dhaka hai
Yeh kamara mera
Tumhe khwaabon me milenge
Abb taaron se kaha hai ki jara jal pade
Dheere se hamaara naam pukaaro
Khwaaishon ke dariya mein utaaro
Teri meri hasi yaaadon pe
Hum jara thehar le
Aasma odhkar aaye
Hum apane ghar
Badalon mein dhaka hai
Yeh kamara mera
Tumhe khwaabon me milenge
Abb taaron se kaha hai ki jara jal pade
Dheere se hamaara naam pukaaro
Khwaaishon ke dariya mein utaaro
Teri meri hasi yaaadon pe
Hum jara thehar le

Teri meri ulfat jaise hai
Sharaab puraani koyi
Muddaton mein aur bhi
Ishq huwa numkin
Logo meri dulhan haseen
Aaj bhi hai nayi naveli
Tu jo meri dost hai meri saheli
Mushkil sahi yeh safar
Kitna hanseen hai magar
Tu jo sang mein hai
Aisa lage nayi nayi
Koyi duniya hai meri
Dheere se hamaara naam pukaaro
Khwaaishon ke dariya mein utaaro
Teri meri hasi yaaadon pe
Hum jara thehar le
Dheere se hamaara naam pukaaro
Khwaaishon ke dariya mein utaaro
Teri meri hasi yaaadon pe
Hum jara thehar le.
Oh Sexy Mama
Lyricist: Neelesh Misra
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/oh-sexy-mama/Jikhd00BenE
Video:
Wa wa wa sexy wa wa wa
Wa wa wa sexy, wa wa wa
Tikhi tikhi aankhein bole,
Aa jeher ka jaam pile
Tikhi tikhi akhiyon ke
Khanajar kaleje mein
Utaarenge sexy
Sidhe saadhe aashikon
Ko tirachhi nigaaho se
Bigaadenge
Tikhi tikhi akhiyon ke
Khanajar kaleje mein
Utaarenge sexy
Sidhe saadhe aashikon
Ko tirachhi nigaaho se bigaadenge
Tere bin raste main bhulu
Tere bin kaise main ji lu
Tere bin kya main beer ya jehar pilu
Tere bin shaame adhuri
Tumse hai milana jaruri
Haay tere pyaar mein
Jalana meri majburi
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the saa re gaa maa
Oh sexy sexy maama
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the sa re ga ma
Oh sexy sexy maama

Tere bin raste main bhulu
Tere bin kaise main jilu
Tere bin kya main beer ya jehar pilu
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the sa re ga ma
Oh sexy sexy maama
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the sa re ga ma
Oh sexy sexy maama
Wa wa wa sexy, wa wa wa wah
Wont you do the sa re ga ma
Sa re ga ma
Wont you do that saa re gaa maa
Thodi thodi khushiya fakir ko bhi de
Kyun nahi aate aajkal chhat pe
Tere bin khoya khoya hoon
Main toh tera saaya hoon
Tera mera koyi kabhi
Toh connection mile
Mere bin kaise rahoge
Kitni aahein bharoge
Kya hai problem
Abb aao lag jaao gale
Oh sexy sexy maama
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the sa re ga ma
Oh sexy sexy maama
Oh sexy sexy maama
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the saa re gaa maa
Oh sexy sexy maama
Tikhi tikhi sexy aankhein bole sexy
Aa jeher ka jaam pile sexy
Aao na mere bin
Kaise rahoge kitani
Aahein bharoge
Kya hai problem
Abb aao lag jaao gale
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the sa re ga ma
Oh sexy sexy maama
Oh sexy maama wont
You do the sa re ga ma
Wont you do the sa re ga ma
Oh sexy sexy maama.
Sab Khairiyat Hai
Lyricist: Neelesh Misra
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/sab-khairiyat-hai/QQkDBzdRWFI
Video:
Khairiyat hai sab khairiyat hai
Khushiya bahot hai sab khairiyat hai
Yaaro sab khairiyat hai yahaan
Yaaro sab khairiyat hai yahaan

Iss ghar ka jo darwaaja hai
Ghum khushiyon ka chauraaha hai
Khwaabon ko chhodo hamne
Kal jo hoga dekha hai
O khairiyat hai sab khairiyat hai
Khushiya bahot hai sab khairiyat hai
Yaaro sab khairiyat hai yahaan
Yaaro sab khairiyat hai yahaan.